Timeless Urdu Ghazals (مجموعۂ غزل)
Immerse yourself in lyrical masterpieces by classical masters and modern romantic poets across Urdu Nastaliq, Devanagari Hindi, and Roman English scripts.
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha Tumhein Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
"Woh jo hum mein tum mein qarar tha tumhein yaad ho ke na yaad ho Wahi yaani wada nibah ka tumhein yaad ho ke na yaad ho"
Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayar Mein
"Lagta nahin hai dil mera ujde dayar mein Kis ki bani hai aalam-e-na-payedar mein"
Hazaron Khwahishen Aisi Ke Har Khwahish Pe Dam Nikle
"Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikle Bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle "
Ibtada-e-Ishq Hai Rota Hai Kya
"Ibtada-e-ishq hai rota hai kya Aage aage dekhiye hota hai kya"
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai
"Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai Aakhir is dard ki dawa kya hai "
Aah ko chaahiye ik umr asar hote tak
"Aah ko chaahiye ik umr asar hote tak Kaun jeeta hai teri zulf ke sar hote tak "
Ye na thi hamaari qismat ke visaal-e-yaar hota
"Ye na thi hamaari qismat ke visaal-e-yaar hota Agar aur jeete rehte yahi intezaar hota "
Sab kahaan kuchh lala-o-gul mein numaayaan ho gayin
"Sab kahaan kuchh lala-o-gul mein numaayaan ho gayin Khaak mein kya sooratein hongi ke pinhaan ho gayin "
Ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaana
"Ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaana Dard ka had se guzarna hai dava ho jaana "
Kya Gharz Lakh Khudai Mein Hoon Daulat Wale
"Kya gharz lakh khudai mein hoon daulat wale Un ka banda hoon jo bande hain mohabbat wale "