Ticket Helpline: +91 98765 43210
Bahadur Shah Zafar

Bahadur Shah Zafar

بہادر شاہ ظفر
बहादुर शाह ज़फ़र
Classical Era
1775 – 1862
Delhi, Mughal Empire
12 Works
1 Ghazals 11 Couplets 1 E-Books
0 Followers

The last Mughal Emperor of India and a poignant master of Urdu ghazals. Exiled to Rangoon after the 1857 war of independence, his elegies mourn the tragic loss of home, empire, and liberty.

Follow Bahadur Shah Zafar

0 Followers

Receive instant email alerts whenever new Ghazals, Nazms, or Couplets by Bahadur Shah Zafar are published.

Ghazals by Bahadur Shah Zafar

View All 1 Ghazals
غزل • Ghazal لگتا نہیں ہے دل مرا اجڑے دیار میں

Lagta Nahin Hai Dil Mera Ujde Dayar Mein

Lagta nahin hai dil mera ujde dayar mein Kis ki bani hai aalam-e-na-payedar mein Bulbul ko baghban ...

Famous Couplets (اشعار • लोकप्रिय अशआर)

View All 11 Couplets
#dard
Kitna hai bad-naseeb Zafar dafn ke liye
Do gaz zameen bhi na mili koo-e-yaar mein
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar
#tasawwuf
Kya hai gham 'Zafar' tujhe hashr ka, jo Khuda ne chaaha to barmala / Hamen hai waseela Rasool ka, wo hamaara haami-kaar hai
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar
#dard
Na wabaal tan pe hai sar mera, nahin jaan jaane ka dar zara / Kate gham hi likhe jo dam mera, mujhe apni zindagi baar hai
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar
#dard
Jo sulook karte the aur se wahi ab hain kitne zaleel se / Wo hain tang charkh ke jaur se, raha tan pe un ke na taar hai
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar
#dard
Sabhi jaada-e-maatam sakht hai kaho kaisi gardish-e-bakht hai / Na wo taaj hai na wo takht hai na shaah hai na dayaar hai
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar
#dard
Shab-o-roz phool mein jo tule, kaho khaar-e-gham ko wo kya hai / Mile tauq-e-qaid mein jab unhen kaha gul ke badle ye haar hai
بہادر شاہ ظفر बहादुर शाह ज़फ़र Bahadur Shah Zafar