شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी
Masterpiece Couplets (منتخب اشعار)
Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.
Explore by Theme
10 Couplets available
All Themes (تمام موضوعات)
Love (Ishq)
(عشق و محبت)
Pain & Sorrow (Dard)
(درد و غم)
Philosophy & Life (Zindagi)
(زندگی و فلسفہ)
Separation (Hijr)
(ہجر و جدائی)
Beauty & Beloved (Husn)
(حسن و محبوب)
Sufism & Mysticism (Tasawwuf)
(تصوف و روحانیت)
Revolution & Hope (Inqilab)
(انقلاب و امید)
Solitude (Tanhai)
(تنہائی)
Selfhood & Pride (Khudi)
(خودی و غیرت)
Tavern & Wine (Sharab)
(مے و مے خانہ)
#tasawwuf
شعر
ḳhudā se tirā chāhnā chāhtā huuñ
merā chāhnā dekh kyā chāhtā huuñ
#tasawwuf
شعر
riñd-mashrab haiñ kisī se hameñ kuchh kaam nahīñ
dair apnā hai na ka.aba na kalīsā apnā
#tasawwuf
شعر
ajab shai KHud-faraamoshii hai 'kaifii'
suraahii hai subuu hai aur maiN huuN
#tasawwuf
شعر
Apni KHu-e-wafa se Darta hun
Aashiqi bandagi na ho jae
#tasawwuf
شعر
Main ruh-e-alam-e-imkan mein sharh-e-azmat-e-yazdanAzal hai meri bedari abad KHwab-e-giran mera
#tasawwuf
شعر
Abhi to dekha nahin hai ishq is duniya ke chhupe hue Sufi ka
Aksar khayalat ke sath safar karte hain
#tasawwuf
شعر
gori sove sej par mukh par Dare kes
chal 'KHusro' ghar aapne rain bhai chahun des
#tasawwuf
شعر
Ek aisi bhi tajalli aaj mai-KHane mein hai
Lutf pine mein nahin hai balki kho jaane mein hai
#tasawwuf
شعر
Aashiqi se milega ai zaahidBandagi se khuda nahin milta
#tasawwuf
شعر
Halqe-e-rasulon ke wo mah-e-madani haiKya chand ki tanwir sitaron mein chhani hai