Ticket Helpline: +91 98765 43210
Abdul Majeed Salik

Abdul Majeed Salik

عبد المجید سالک
अब्दुल मजीद सालिक
Modern Era
1894 – 1959
Batalah, district Gurdaspur, Punjab
5 Works
5 Couplets
0 Followers

Abdul Majeed Salik (1894–1959) was a prominent Urdu poet, journalist and essayist of early-twentieth-century Punjab. Born on 13 December 1894 at Batalah in district Gurdaspur, he began writing poetry at fourteen and became one of the leading editors of his day — of the newspaper Zamindar and the magazines Tahzeeb-e-Niswan and Phool. His first poetic collection, Raah-o-Rasm-e-Manzilha, appeared in 1922, and his patriotic nazms stirred the readers of the freedom era. He was also a scholar of Persian and a biographer of lasting standing: his Zikr-e-Iqbal remains a celebrated life of Iqbal, and his Muslim Sahafat Hindustan Mein is a history of Muslim journalism in India. He died in Lahore on 27 September 1959.

Follow Abdul Majeed Salik

0 Followers

Receive instant email alerts whenever new Ghazals, Nazms, or Couplets by Abdul Majeed Salik are published.

Couplets (5)

Famous Couplets (اشعار • लोकप्रिय अशआर)

View All 5 Couplets
#dard
hāl-e-dil sun ke vo āzurda haiñ shāyad un ko
is hikāyat pe shikāyat kā gumāñ guzrā hai
عبد المجید سالک अब्दुल मजीद सालिक Abdul Majeed Salik
#ishq
ishq hai be-gudāz kyuuñ husn hai be-niyāz kyuuñ
merī vafā kahāñ ga.ī un kī jafā ko kyā huā
عبد المجید سالک अब्दुल मजीद सालिक Abdul Majeed Salik
#dard
jo unheñ vafā kī sūjhī to na ziist ne vafā kī
abhī aa ke vo na baiThe ki ham uTh ga.e jahāñ se
عبد المجید سالک अब्दुल मजीद सालिक Abdul Majeed Salik
#zindagi
charāġh-e-zindagī hogā farozāñ ham nahīñ hoñge
chaman meñ aa.egī fasl-e-bahārāñ ham nahīñ hoñge
عبد المجید سالک अब्दुल मजीद सालिक Abdul Majeed Salik
#ishq
tujhe kuchh ishq o ulfat ke sivā bhī yaad hai ai dil
sunā.e jā rahā hai ek hī afsāna barsoñ se
عبد المجید سالک अब्दुल मजीद सालिक Abdul Majeed Salik