Ticket Helpline: +91 98765 43210
شعر
2-Line Urdu Poetry • منتخب اشعار • दो-लाइन शायरी

Couplets by Mir Taqi Mir (منتخب اشعار)

Discover the finest 2-line Urdu poetry curated across emotions, life philosophy, romance, and mystical contemplation.

Active Filters: Poet: Mir Taqi Mir × Letter: K ×
Reset All
A-Z: All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Explore by Theme 8 Couplets available
#dard شعر
Kaam hue hain saare zaaye har saaat ki jeet se
Istighna ki chauguni un ne joon joon jaan mein ibraam kiya
#ishq شعر
Kaash ab burqa munh se utha de warna phir kya haasil
Aankh munde par un lage to deedaar ko apne aam kiya
#tasawwuf شعر
Kis ka Kaaba kaisa qibla kaun haram ho kya ahraam
Kooche ke us ke baashindon ne sab ko yaheen se salaam kiya
#ishq شعر
Kya hai iqbaal ke us dushman-e-jaan ke aate
Munh se har ek ke sau baar dua nikle hai
#ishq شعر
Kab woh maghroor hum se mil baitha
Nang jis ko hamaare naam se hai
#dard شعر
Koi tujh sa bhi kaash tujh ko mile
Mudda'a hum ko intiqaam se hai
#ishq شعر
Kaar-e-dil us mah-e-tamaam se hai
Kaahish-e-ik roz mujh ko shaam se hai
#dard شعر
Khol kar aankh utha deed jahaan ka ghaafil
Khwaab ho jaayega phir jaagna sote sote
Showing 1 to 8 of 8 items